Dost Aap Jaise
Diye To Aandhi Me Bhi Jala Karte Hain,
Gulaab To Kaanto Me Hi Khila Karte Hain,
Khush-Naseeb Bahut Hoti Hai Woh Shaam,
Jisme Dost Aap Jaise Mila Karte Hain.
Gulaab To Kaanto Me Hi Khila Karte Hain,
Khush-Naseeb Bahut Hoti Hai Woh Shaam,
Jisme Dost Aap Jaise Mila Karte Hain.
दिए तो आंधी में भी जला करते हैं,
गुलाब तो काँटों में ही खिला करते हैं,
खुशनसीब बहुत होती है वो शाम,
जिसमे दोस्त आप जैसे मिला करते हैं।
गुलाब तो काँटों में ही खिला करते हैं,
खुशनसीब बहुत होती है वो शाम,
जिसमे दोस्त आप जैसे मिला करते हैं।
AAJ KE DAUR MEIN
Aaj ke daur mein aye dost yeh manzar kyun hai?
Zakhm har sar pe, har ek haath mein patthar kyun hai?
Zakhm har sar pe, har ek haath mein patthar kyun hai?
AAJ KHUDA SE MULAKAT
Aaj khuda se mulakat huyi, thodi hi sahi par baat hui, maine aapke baare mein pucha ye insaan kaisa hai, khuda bola sambhaal ke rakhna bilkul mere jaisa hai.
AANKHON MEIN BASNE WAALA
Aankhon mein basne waala pyaara sa ishara ho. Andheri raat mein chamakta sitara ho. Chhu bhi nahi sakti udaasi kabhi usko. Jiska koi dost itna pyaara ho…
AANKHON SE DUR HO
Aankhon se dur ho par dil se nahin,
dil mein zarur ho par milte nahin
bas yehi gila hai tumse dost
tum milte zarur ho par dil se nahin.
dil mein zarur ho par milte nahin
bas yehi gila hai tumse dost
tum milte zarur ho par dil se nahin.